Hai yeh Paawan Bhumi
Hai Yeh paavan bhumi, Yahan bar
bar ana, Shantinath ke charno me,
aakar ke jhuk jana || 1 || Hai...
Tere mastak Mukut hai, tere kaano
me kundal hai, Tu to karuna saagar hai, mujh par
karuna karna || 2 || Hai...
Tera tirth sundar hai, tu to pran se pyara hai Meri vinti sun lena, bada par laga
dena || 3 || Hai...
Tu jeevan swami hai, tu antaryami
hai Meri naiyya dub rahi, Naiyya paar
laga dena ||4 || Hai...
Teri pyari surat hai, mere mann
ko lubhati hai, prabhu m…
Social Plugin