Hai yeh Paawan Bhumi
Hai Yeh paavan bhumi, Yahan bar
bar ana,
Shantinath ke charno me,
aakar ke jhuk jana || 1 || Hai...
Tere mastak Mukut hai, tere kaano
me kundal hai,
Tu to karuna saagar hai, mujh par
karuna karna || 2 || Hai...
Tera tirth sundar hai, tu to pran se pyara hai
Meri vinti sun lena, bada par laga
dena || 3 || Hai...
Tu jeevan swami hai, tu antaryami
hai
Meri naiyya dub rahi, Naiyya paar
laga dena ||4 || Hai...
Teri pyari surat hai, mere mann
ko lubhati hai,
prabhu meri bhakti ka, Sweekar tu kar lena ||5 || Hai...